Thursday, December 22, 2011

Mujhe Pyar Pyar Pyar Haan Kyu Huwa (Jannat 2) – lyrics

Mujhe Pyar Pyar Pyar ,Haan Kyu Huwa ,
Mujhe Pyar Pyar Pyar ,Haan Kyu Huwa ,

Khawabo Me Wo aati to hai , Dil me kyu basati nahi . . .
Khawabo Me Wo aati to hai , Dil me kyu basati nahi . . .

Pyar agar karti hai wo ,Kyu Mujhko Bataati Nhai ,
Mai zindgi se bejar Haan kyu Huwa ,
Mujhe Pyar Pyar Pyar Haan Kyu Huwa ,

Chaha tha jo kyu na huwa , Socha na tha wo kyu huwa . . .
Chaha tha jo kyu na huwa , Socha na tha wo kyu huwa . . .

Usne kyu jana nahi , Tha pyar Mujhko uss e Huwa
Mai zindgi se bejar Haan kyu Huwa ,
Mujhe Pyar Pyar Pyar Haan Kyu Huwa ,

Dil chahta Hai usko , Lekin kahu kya usko . . .
Wo bekhbar Hai mujhse , Mili kya saza hai mujhko .
Ab jine ka koi rasta , Kyu Nazar aata nahi ,
Bus uska hi intjaar , Haan kyu Huwa
Mujhe Pyar Pyar Pyar Haan Kyu Huwa ,

Mujhe Pyar Pyar Pyar Haan Kyu Huwa ,
Mujhe Pyar Pyar Pyar Haan Kyu Huwaaaaaaa

No comments:

Post a Comment